Energy of Zodiac ✦ Power of Nature

हर राशि का अपना रंग,
अपनी खुशबू, अपनी ऊर्जा

RangRashi 12 rashiyon ki cosmic energy ko 12 rang aur 12 khushboo mein pirota hai — har saabun aapke tatva (Fire · Earth · Air · Water) ke saath align hone ke liye handcrafted.

ऊपर दिए गए चक्र में से अपनी राशि चुनें, और देखें आपका cosmic रंग व खुशबू ✦

The Cosmic Connection

4 तत्व, जो हर राशि को आकार देते हैं

RangRashi ki prerna zodiac energy aur nature ke tatvon ke sangam se aati hai — har saabun aapke sharir, mann aur atma ko align karne ke liye taiyar kiya gaya hai.

🔥

Fire

शक्ति और जुनून

Mesh · Simha · Dhanu
🌿

Earth

स्थिरता और मजबूती

Vrishabh · Kanya · Makar
🌀

Air

ताज़गी और आज़ादी

Mithun · Tula · Kumbh
💧

Water

शांति और उपचार

Kark · Vrishchik · Meen

12 Rashi · 12 Rang · 12 Khushboo

अपनी राशि का साबुन चुनें

हर card ko palatiye aur jaaniye us rashi ka cosmic rang, khushboo aur uska tatva.

Handmade with Care

प्रकृति की शुद्धता, राशि की ऊर्जा

RangRashi ke har saabun mein saponified coconut, olive, palm aur castor oils, natural fragrance, essential oils aur herbal extracts hote hain — koi paraben ya sulphate nahi. Har batch chhote sansthanon mein haath se banaya jaata hai.

🌱 Paraben Free
🧪 Sulphate Free
🐇 Cruelty Free
✋ Handmade

Cosmic Union ke liye Ready?

अपनी राशि, अपना साबुन, आज ही मंगवाएं

Net Wt. 125g e | 4.4 oz  ·  M.R.P. ₹199.00 (Incl. of all taxes)

RSVP: +91 75066 06660